Wednesday 22 February 2017

Green Tea के फायदे जानकर दंग रह जाएंगे आप। Benefits Of Green Tea

Helo doston aaj hum apko Benefits of green tea k bare me batayengey khaas kar health benefits of green tea , ye ek bahut hi effective tea hai, agar apko lagta hai ki isse ap sirf apna weight kam kar sakate hain to aap bilkul galat hain kyunki iske or bhi bahut se fayadey hain, to sabse pahle hum apko Benefits of green tea k bare me batate hain . Benefits of green tea :- Green tea me anti oxidant moujud hai jo humare body k liye bahut hi effective hai Green tea me mahatwapurn nutrients bhi mouju hai jo humare body k liye beneficial hai Ye the benefits of green tea ab hum apko btate hai Health benefits of green tea health benefits of green tea are:- Ye apke body k metabolic rate ko badhata hai jisse ki apke body ka fat burn hota hai Green tea apke body me un bacteria ko marta hai jo ki food poisoning jasi bimariyon ko anjaam deta hai Green tea k istemaal se apko heart se related bimariyan nahi hoti hain Green tea k use se asthama k mariz bhi thik ho jate hain Green tea humare brain k function ko improve karta hai Green tea k regular use se humare body me cancer hone k chances bahut kam ho jati hai Ye humare body k cholesterol level ko bhi maintain karta hai Ye diabetes k mariz k liye bhi bahut hi fayademand hai Green tea k regular use se jhurriyan thik ho jati hain, ye humare face k liye bhi bahut hi helpful hai Iske use se apke hairfall ki problem bhi thik ho jati hai To ye hain health benefits of green tea apko roz jyada se jyada 3 se 4 cup pina hai ye bahut hi effective tea hai iske use se apki bahut si bimariyan thik hoti hain or apke body k liye ye har tarike se beneficial hai agar aap green tea bag use kar rahe hain to apko ek cup garm pani me bag ko dip karke pina hai or agar bina bag wali green tea aap use kar rahe hain to apko pahle ek cup pani garm karna hai fir usme ek chammach green tea daal kr ek minute or boil karna hai or fir gas off kar de iske baad aap green tea ko tea strainer k madadt se cup me chaan le, ek bar k liye apko ek chammach hi use karna hai or agar ap tea bag wali green tea use kar rahe hain to apko ek baar me ek hi tea bag use karna hai, aap market se Lipton green tea ya tulsi green tea koi bhi purchase kar sakte hain . Iske sath sath apko kuch baton ka dhyan rakhna hai jase ki: Jo bhi pregnant ladies hain unko iska istemaal nahi karna chahiye Chote bacchon ko iska istemaal nahi karna chahiye Jo log already bahut patle duble hain unhe iska istemaal km krna chahiye Or roz 3 ya 4 cup se jyada ise na len kyunki jyada green tea apke sehat k liye fayademand saabit ho sakta hai Aap green tea for weight loss, green tea for dieting or kisi bhi purpose k liye use kar sakte hain .

No comments:

Post a Comment