Sunday 12 March 2017

See!!! What Happens To Your Body If You Eat Eggs Every Day? Egg Benefits
 dosto aaj hum iss video mein baat karenge ande yani egg benefits ke bare mein. ji jaan dosto ande ke anginat faede hote hai aur isse hum different tarha se use bhi kar sakte hai. hum ande ka sevan khane mein bhi use kar sakte hai isse apne girte baalo ko bhi rok sakte hai aur apni skin par bhi ande ka sevan kar sakte hai. jitna important egg white hota hai utna hi important egg yolk bhi hota hai. egg yolk bhi hamare sharir ke liye bahut faydemand hota hai especialy ye hamree sambhog shakti ko increase karne ke kaam ataa hai. boiled egg nutrition ki ek lambi list hai. har roj ek boild egg khane se hamara sharir swasth rehta hai. ye hamre dil ke liye bhi bahut faydemand hota hai. ankho ki roshni ko badhaata hai. kamjor sharir mein takat paida karta hai. khoon badhaata hai good colestrol level ko badhaata hai. aur bad colestrol level ko kam karta hai.

No comments:

Post a Comment