Wednesday 22 February 2017

friends aaj hum apko ashwagandha benefits ke baare mein batayenge. ashwagandha ko english mein withania somnifera kehte hai. to dosto iss video mein aap janenge ke ashwangandha ko hum kitne amount me or kase use kar sakte hai par sabse important hai aswagandha benefits k bare me jaan na qki iske bahut sare fayadey hain . aswagandha benefits : Ye humare sharir k durbalta ko khatam karta hai Ye sex se related problems ko bhi thik karta hai jase: sex power ko badhata hai; sex k bad kuch logo ko bahut kamjori ya thakawat ho jati hai to ye use bhi thik karta hai . Ye humare immune system ko kafi strong hota hai or is se humari rog pratirodhak chamta badh jati hai jisse ki hum kafi fit rahte hain Kuch logon ko nind na ane ki pareshani hoti hai to iske regular istemaal se anindra ki pareshani bhi dur ho jati hai Iske regular use se apke gathiya ki pareshani bhi dur ho jati hai Ye blood presure ko bhi niyantrit karta hai Iske andar anti aging properties hote hain jisse apke chehre par ho rahi jhurriyan thik ho jati hain or ye premature aging ko bhi control karta hai . Ye humare sharir me iron ki kami ko pura karta hai Ye prmature hair greying ko bhi rokta hai or balon ko fir se black karne me bhi kafi helpful hai Kuch ladies ko infurtility ki problem hoti hai ye use bhi thik karta hai Ye hai ashwagandha powder benefits, bahut se log ashwagandha leaves ka kadha bana kar bhi pite hain, ye bhi bahut hi faydemand hai lekin jinke ghar k aas paas ashwagandha leaves nahi milte hai wo market se ashwagandha powder purchase kar sakte hain . Agar ashwagandha uses ki baat ki jaye to ise istemaal karne ka bada aasan sa tarika hai ise aap roz istemal kar sakte hai aapko teen baar me 4 ya 5 gram ashwagandha dudh me mila kar pina hain matlb ek baar me 1 ya 2 gram ashwagandha ka powder mila kar piyen or agar aap chahen to ek baar me hi 4 se 5 gram ashwagandha dudh me mila kar pii sakte hain ashwagandha thoda kadwa hota hai to aap taste k liye zara sa guud, shahad or chini bhi mila sakte hain or in sab k sath sath kuch chizon ka khaas khyal rakhe ; ashwagandha k powder ko roz 4 ya 5 gram se jyada use na karen kyunki isko jyada use karne se ye apke liye harmful sabit ho sakta hai To ye the aswagandha benefits or ashwagandha uses , iske or bhi anginnat benefits hain, to ab apko hum btate hain ki ashwagandha dosage kitni honi chahiye kyunki har chiz ki ek limit or quantity hoti hai jisme hum usse istemal kar sakte hain . ashwagandha dosage : agar ashwagandha dosage ki baat ki jayee to hame thoda dhyaan dena hoga ke ashawagnddha ki quantity hum kitni use kar rahe hain agar hum tablets use kar rahe hain to doster se puch kar hi use karen or agar aap is nuskhe ko apna rahe hain to apko bs 4 ya 5 gram curan din bhar me istemaal karna hai isse jyada ek din me istemal karna apke sehat k liye hanikarak sabit ho sakta hai, jab bhi aap office ya kahin bahar ja rahe ho tab na karen qki iske sewan se anindra ki pareshani dur hoti hai or agar aap iska istemaal kahi jane se pahle karengey to apko nind bahut ayegi ; agar aap alsar k rogi hain to iska istemaal alsar k ilaaz karwane k baad hi kare ; agar apka kisi chiz ka treatment chal raha ho jase aids ya asthama ka to doctor se bina dikhaye iska istemaal na karen; pregnant ladies iska use na kare . to doston ye hain withania somnifera k uses yani ki ashwagandha uses, ashwagandha dosage or ashwagandha benefits , jo apko use karna chahiye .

No comments:

Post a Comment